Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye
oooo rang ki noor ki ye pyaar ki barsaat rahe sabke honthon pe yahan sirf teri baat rahe daur pe daur chale haan ji haan daur pe daur chale sagaron mina jhalke aaj hungama yahi ghar mein saari raat rahe aha aha aha aha aha aha aha aha kitni hasin raat hai kya suroor hai are har dil teri mohabbat ke nashe mein choor hai oo oo oo oo oo tera aana aaye jaise jhonka naya khushi ka tera milna jaise sach ho jaye koi dua lag jaa aa gale se lag jaa ho gale se lag jaa gale se lag jaa lag jaa lag jaa hoo ada hai husn hai shabaab hai jidhar dekhun are samajh mein aata nahin mud ke main kidhar dekhun kasam khuda ki haan ji haan kasam khada ki wo kurbaan mujhpe ho jaye main muskura ke yahaan jisko ek nazar dekhun aha aha aha aha aha aha aha aha kitni hasin raat hai kya suroor hai are har dil teri mohabbat ke nashe mein choor hai oo oo oo oo ooo bada naaz hai khud pe to dil chheen le aur kisi ka tere jaise deewane hain mujhpe lakh fida lag jaa aa gale se lag jaa ho gale se lag
lag jaa gale se aye tanhaayi lag jaa gale se aye tanhaayi pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi kaise karun main kisi se gila duniyaa mein hoti to milti wafaa kaise karun main kisi se gila duniyaa mein hoti to milti wafaa mujhko muhabbat raas naa aayi mujhko muhabbat raas naa aayi pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi tu hi bata aye meri zindagi pehle kahaan thi ye deewangi o tu hi bata aye meri zindagi pehle kahaan thi ye deewangi aag se maine pyaas bhujaai aag se maine pyaas bhujaai pyaar mera nikla harjaai pyaar mera nikla harjaai main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi main bhiiiiiiiii ro ro ke dungi duhaayi
lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain jaagi balma lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare ghat te ghat te ghat gayi baatein feeke pade ujiyare chalte chalte thak gaya chanda thake na pyaar ke maare lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi ruki ruki thi mast hawayen lehar lehar thi soyi main nindiya se door rahi kyun ye na jaane koi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi kis ke karan jog liya hai kaun hai tera jogi main bas munh se ik na boli preet ki hoon main rogi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain
lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai wahi aag seene mein phir jal padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai kuchh aise hi din the wo jab hum mile the aaaaaaa chaman mein nahin phool dil mein khile the aaaaaa wohi to hai mausam magar rutt nahin wo aaaaaa mere saath barsaat bhi ro padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai aaaaaa lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai koi kaash dil pe zara haath rakh de mere dil ke tukdon ko ik saath rakh de magar ye hai khaabon khyaalon ki baaten kabhi toot kar cheez koi judi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai wahi aag seene mein phir jal padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai
lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi maine jo chaaha tha mil gayi wo khusi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi main to badaa naadaan tha samjhaa nahin pyaar kya hai kartaa rahaa aawargee na jaana kaisi wafaa hai zanjeer se koi kabhi dil ko nahin baandh paaye taqdeer se chaahat mile daulat nahin kaam aaye kam na ho umra bhar pyaar ki bekhudi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi jab pyaar ho dil mein basaa jannat lage saara jahaan sabse badaa dhanwaan wo jisko mile ulfat yahaan jo pyaar mein de zindagi chaahat pe qurbaan ho mushqil se wo humdam mile jise dil ki pehchaan ho ishq to hai khudaa ishq hi bandgi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi lagi lagi hai ye dil ki lagi na samjho isse dillagi
lagi mast nazar ki kataar haa haa haaaaaa mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar inn pyaar ki raahon mein ho inn pyaar ki raahon mein dil bhi gaya hum bhi gaye zakhm e jigar hai bahaar mast nazar ki kataar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar inn pyaar ki raahon mein ho inn pyaar ki raahon mein dil bhi gaya hum bhi gaye zakhm e jigar hai bahaar ho mast nazar ki kataar chehraaa aaaa haaaa chehra chamkila sooraj ho jaise pyaar ka baahen lehraati naksha hai ik talvaar ka hum to loot gaye hum to loot gaye khushi se hum to loot gayeeee khamosh nazaron mein ho khamosh nazaron mein kya thi adaa jispe fidaa hum to huye sau baar hoye mast nazar ki kataar mast nazar ki kataar dil ke utar gayi paar inn pyaar ki raahon mein ho inn pyaar ki raahon mein dil bhi gaya hum bhi gaye zakhm e jigar hai bahaar ho mast nazar ki kataar aankhen haaye haaye aankhen matwaali ulfat ke jaise raaste palken albeli chhaya hai mere waaste jhoome zindagi jhoome zindagi nashen mein jhoome
haan laagi naahi chhuteee raama chaahe jeeya jaaye ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna hooo tore binaa jag mein na kohu apna ho na kohu apnaa hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re preet nahin koi kaachi dori aaj bandhai piya aur kal todi laaj umar bhar rakhiyo mori karun ghadi palchhin main tori rathna hooo karun ghadi palchhin main tori rathna ji zara yaad rakhna hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re tu bichhde to mora jee ghabraaye raam kare na kabhi wo din aaye thaam ke dil ko karen hum haaye dekho kabhi toote naa mora sapna hooo dekho kabhi toote naa mora sapna ji jara yaad rakhna hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna tore binaa jag mein na kohu apna ho na kohu apnaa hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna
lagi na chhutegi pyaar mein zaalimaa jo ban pade karle bairi jahaan lagi na chhutegi pyaar mein zaalimaa jo ban pade karle bairi jahaan tu rok jo sake rok le thaam ke hans degi meri paayal tere naam pe tu rok jo sake rok le thaam ke hans degi meri paayal tere naam pe boliyaan pyaar ki boliyaan pyaar ki bolti jaaungi kaat de chaahe meri zubaan lagi na chhutegi pyaar mein zaalimaa jo ban pade karle bairi jahaan duniya ne phir usse sukh diya bhi to kya koi pyaar ko bhula ke jiya bhi to kya duniya ne phir usse sukh diya bhi to kya koi pyaar ko bhula ke jiya bhi to kya baanwraa mann kahe baanwraa mann kahe maar daalo mohe naa rahungi main pee ke bina lagi na chhutegi pyaar mein zaalimaa jo ban pade karle bairi jahaan ab chheen ke mujhe le chale tu kahin dhadkan to mere dil ki milegi nahin ab chheen ke mujhe le chale tu kahin dhadkan to mere dil ki milegi nahin pyaar mein kho chuki pyaar mein kho chuki main to gum ho chuki ab raha jiya mera kahaan lagi na chhutegi pyaar
hmmm lagta nahin hai dil mera ujde dayaar mein kis ki bani hai aalam e naa paayedaar mein kah do in hasaraton se kahin aur jaa basen itni jagah kahan hai dil e daagdaar mein itni jagah kahan hai dil e daagdaar mein umar e daraaz maang ke laye the chaar din do aarzoo mein kat gaye do intezaar mein do aarzoo mein kat gaye do intezaar mein itna hai bad naseeb zafar dafan ke liye itna hai bad naseeb zafar dafan ke liye do gaz zameen bhi na mili koe yaar mein do gaz zameen bhi na mili koe yaar mein lagta nahin hai dil mera ujde dayaar mein
lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega janam janam ka bandhan rag rag mein maujen maarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega ik soorat ke ho sakte hain kaise do begaane ik soorat ke ho sakte hain kaise do begaane aankhen to pehchaan rahi hain lekin dil naa maane sach to sach hai sach to sach hai jhooth kahaan tak apne paanv pisaarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega kahaan bichhadi aur kahaan pe aaj mili santaan kahaan bichhadi aur kahaan pe aaj mili santaan dil hi dil mein umad raha hai mamtaa ka toofan aansoon toooo aansoon to pee jaaye koi jee ko kaise maarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega khoon ki do boondon ka sangam raakhi ka hai bandhan khoon ki do boondon ka sangam raakhi ka hai bandhan ye kya jaane ek goad mein khela inka bachpan ab tak jeeeeet hooo ab tak jeet samay ki lekin samay bhi ik din haarega lahoo ko lahoo pukaarega lahoo ko lahoo pukaarega
aye hey ji re ude ude mann ude par lage tere sang jude mann ude pag bade teri aur badhe jag chhod badhe hey lahu munh lag gaya lahu munh lag gaya soya tha nas nas mein ab ye jag gaya aye lahu munh lag gaya labon ke chhoone se khwaabon ke kone se labon ke chhoone se khwaabon ke kone se bachke sab se lab se lab ye rag se lag gaya hey lahu munh lag gaya aye lahu munh lag gaya aye lahu munh lag gaya bhatak rahi hai aankh ye malang ang ang ang atak gayi hai saans uske sang sang sang sang kal kal behta tha chhal chhal rehta tha kal kal behta tha chhal chhal rehta tha taan le ke jaane kab gaya lab se lab ye lab lab se lahu munh lag gaya hey lahu munh lag gaya lahu munh lag gaya soya tha nas nas mein ab ye jag gaya hey lahu munh lag gaya labon ke chhoone se khwaabon ke kone se labon ke chhoone se khwaabon ke kone se lab se lab ye lab lab se lahu munh lag gaya hey lahu munh lag gaya aye lahu munh lag gaya aye e lahu munh lag gaya
lai lai maula lai lai oh lai lai maula lai sar pe topi laal pehan ke turki main ban gayi oh lai lai maula lai lai oh lai lai maula lai sar pe topi laal pehan ke turki main ban gayi ho allah wai wai wai ho allah wai wai wai ho allah wai wai wai ho allah wai wai wai na main yunaani hoon na main iraani hoon teri deewaani hoon allah kasam dil leke aayi hoon western pe chhaayi hoon wallah duhayi ho mere sanam main wo shamma hoon jiski khoj mein parwaane hain kayi oh lai lai maula lai lai oh lai lai maula lai sar pe topi laal pehan ke turki main ban gayi oh lai lai maula lai lai oh lai lai maula lai sar pe topi laal pehan ke turki main ban gayi ho allah wai wai wai ho allah wai wai wai ho allah wai wai wai ho allah wai wai wai rangin ishaare hain dilkash nazaare hain ye sab tumhaare hain jaan ae jahaan nazren ladaate ho dil bhi bachaate ho chhup chhup ke jaate ho bolo kahaan ek baar to mud ke dekh lo ye duniya hai nayi oh lai lai maula lai lai oh lai lai maula lai sar pe
dil tera le legi jaan teri le legi imaan tera le legi o laila teri o laila teri o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le ek nazar dekhegi teer woh phenkegi ek nazar dekhegi teer woh phenkegi mousam badal degi o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le sheesha e dil ye uchhale tevar hain iske niraale dekhe to madhosh kar de kabhi kabhi behosh kar de lutte phiren dilwaale ho na jaane kya kar degi o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le o laila ki nazrein nasheeli are har ik adaa hai rangeeli aisi sexy chaal hai tauba husn se maalamal hai tauba uff ye kamar lachkeeli qayamat hi kar degi o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le o laila teri le legi tu likh ke le le
laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon are aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon ho laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon oo lala ji o babu ji kyun bhukhe rehkar jeete ye jeena bhi kya jeena dam nikle khate peete oye dam nikle khate peete oo lala ji o babu ji kyun bhukhe rehkar jeete ye jeena bhi kya jeena dam nikle khate peete oye dam nikle khate peete pyas bujha lo garmi mein sawan ki badliyaan bechoon laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon aao dilwaalo khao dilwaalo naram kakdiyaan bechoon ho laila ki ungliyaan bechoon majnu ki pasliyaan bechoon murgon par na chhuri chalana le bakron ki haye khoon kisi ka kyun peena peele sharbat ya chai are peele sharbat ya chai haaa murgon par na chhuri chalana le bakron ki haye khoon kisi ka kyun peena peele sharbat ya chai are peele sharbat ya chai rog mita aur
laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akelaa laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akelaa jisko bhi dekhun duniyaa bhulaa doon majnu banaa doon aisi main laila laila o laila laila aisi tu laila har koi chaahe tujhse milna akela haan muhabbat ka jisko tarikaa naa aaya use zindagi kaa salikaa naa aaya raah e wafaa mein jaan par jo khelaa uske liye hai yeh haseenon ka mela laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akelaa o laila aaaa haaaa aaaa haaaaa aaaa haaaaa gulu gulu gulu gulu gulu gulu gulu gulu hey bubub bubub hey bubub bubub hoye hoye mujhe dekh kar jo naa dekhe kisi ko mere vaaste jo mitaa de khudi ko ussi deewane ki banungi main laila use pyaar doongi main pehla pehla laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akelaa laila o laila laila aisi tu laila aaaaaa haaaaaa har koi chaahe tujhse milna akela hmmm hmmm o laila o laila
ishq hai mera jaadu tonaa aaa hooo ishq mera jaadu tona hosh udaa le jaayega meri aankhon ki masti se ee koi bach naa paayegaa laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akela haa aaa bachna re hosh udaane laila aayi hai jisne bhi dekha usko neend naa aayi hai tauba re tauba kaatil hai angdaayi hai mera hi naam le kar dhoom machaayi hai tu naa mera mastaana har koi mera deewana rab hi jaane kaun banega mere dil ka chhaila laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akela laila main laila aisi hoon laila har koi chaahe mujhse milna akela mera meetha chaska jo bhi ek baar chakh le ho jaaye woh hi mera kadmon mein jaan rakh de dekhe jo mera jalwa kahe woh mast mast laila tu hai mast mast laila mera meetha chaska jo bhi ek baar chakh le ho jaaye woh hi mera kadmon mein jaan rakh de dekhe jo mera jalwa kahe woh mast mast laila tu hai mast mast laila tu naa mera mastaana har koi mera deewana rab hi jaane kaun banega mere dil ka chhaila
lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naayi ghodeji ki naayi ne hajaamat jo banaai thag bag thag bag thag bag thag bag ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naayi ghodeji ki naayi ne hajaamat jo banaai dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda tha ghamandi pahuncha sabzi mandi sabzi mandi baraf padi thi baraf mein lag gayi thandi thag bag thag bag thag bag thag bag ghoda tha ghamandi pahuncha sabzi mandi sabzi mandi baraf padi thi baraf mein lag gayi thandi dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda apna tagada hai dekho
lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra log to dil ko khush rakhne ko kya kya dhong rachaate hain bhesh badal kar is duniya mein behrupe ban jaate hain log to dil ko khush rakhne ko kya kya dhong rachaate hain bhesh badal kar is duniya mein behrupe ban jaate hain mann darpan mein mukhada dekho utra rang sunhera dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra ab na humko aur banaao humne to pehchan liyaa sagar se bhi gehre nikle humne tumko jaan liyaa ab na humko aur banaao humne to pehchan liyaa sagar se bhi gehre nikle humne tumko jaan liyaa jiske mann mein chor chhupa ho saamne kab wo thehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra
lakh lakh nakhare rehan de chale na tere koi pentare lakh lakh nakhare rehan de chale na tere koi pentare sandli badan waaliye ho sandli badan waaliye lakh lakh nakhare rehan de chale na tere koi pentare lakh lakh nakhare rehan de chale na tere koi pentare sandli badan waaliye ho sandli badan waaliye prada ka bag leke chali kahaan guiyaan maslegi heel niche kiska dil guiyaan prada ka bag leke chali kahaan guiyaan maslegi heel niche kiska dil guiyaan teri ankhaan da lashkaara teri lakh da hulaara teri ankhaan da lashkaara teri lakh da hulaara mujhko daalate hai daana daana lakh lakh nakhare rehan de chale na tere koi pentare sandli badan waaliye ho sandli badan waaliye gusse da bhar tere bas da nahin na mere hi jaise tujhe jachaga kamina gusse da bhar tere bas da nahin na mere hi jaise tujhe jachaga kamina ni tu changi nai ni soni mere laayak vi ni honi ni tu changi nai ni soni mere laayak vi ni honi yunhi jhel raha hoon jaane jaana jaana lakh lakh nakhare rehan de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Lag Jaa Gale Se Anand Aur Anand (1984) 07:01 37861
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:01   Song Number : 37861   

Lag Jaa Gale Se Woh Jo Hasina (1983) 04:38 14410
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ranjeeta
Duration : 04:38   Song Number : 14410   

Lagan Tose Laagi Balma Dekh Kabira Roya (1957) 04:09 37482
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Jawahar Kaul
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:09   Song Number : 37482   

Lagi Aaj Saawan Ki Chandni (1989) 03:36 20820
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rishi Kapoor, Vinod Khanna
Duration : 03:36   Song Number : 20820   

Lagi Lagi Dil Ki Lagi Yeh Dillagi (1994) 04:17 17272
 
Poster of Yeh Dillagi (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dilip Sen-Sameer Sen
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Kajol
Duration : 04:17   Song Number : 17272   

Lagi Mast Nazar Ki Sehra (1963) 04:58 14194
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prashant
Duration : 04:58   Song Number : 14194   

Lagi More Man Ki Shabab (1954) 03:22 38595
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamsad Begum
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Vyas
Duration : 03:22   Song Number : 38595   

Lagi Na Chhutegi Pyaar Mein Pardesi (1970) 05:03 11274
 
Poster of Pardesi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:03   Song Number : 11274   

Lagta Nahin Hai Dil Mera Lal Qilla (1960) 03:34 32994
 
Poster of Lal Qilla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bahadur Shah Zafar
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
M Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:34   Song Number : 32994   

Lahoo Ko Lahoo Pukaarega Part 1 Geetaa Mera Naam (1974) 04:36 18361
 
Poster of Geetaa Mera Naam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:36   Song Number : 18361   

Lahu Munh Lag Gaya Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013) 05:01 37260
 
Poster of Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Shail Hada
On Screen Actors- 
Ranveer Singh, Deepika Padukone
Duration : 05:01   Song Number : 37260   

Lai Lai Maula Lai Lai Sindbad Alibaba Aur Aladin (1965) 04:09 40532
 
Poster of Sindbad Alibaba Aur Aladin (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Ravi
Duration : 04:09   Song Number : 40532   

Laila Shootout At Wadala (2013) 03:35 32386
 
Poster of Shootout At Wadala (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
John Abraham, Sunny Leone, Various
Duration : 03:35   Song Number : 32386   

Laila Ki Ungliyaan Bechoon Ghar Ki Laaj (1960) 04:05 36998
 
Poster of Ghar Ki Laaj (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sohrab Modi, Nirupa Roy, Kumkum
Duration : 04:05   Song Number : 36998   

Laila Main Laila Qurbani (1980) 04:29 17922
 
Poster of Qurbani (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amzad Khan, Zeenat Aman
Duration : 04:29   Song Number : 17922   

Laila O Laila Chalo Dilli (2011) 05:45 37232
 
Poster of Chalo Dilli (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Manthan
Music Director- 
Gourav Dasgupta
Singer- 
June Banerjee
On Screen Actors- 
Vinay Pathak, Yana Gupta
Duration : 05:45   Song Number : 37232   

Lakdi Ki Kaathi Kaathi Pe Ghoda Masoom (1983) 04:07 20821
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Shabana Azmi
Duration : 04:07   Song Number : 20821   

Lakh Chhupao Chhup Asli-Naqli (1962) 03:21 32465
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya Roy
Duration : 03:21   Song Number : 32465   

Lakh Lakh Kambakkht Ishq (2009) 05:16 37247
 
Poster of Kambakkht Ishq (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Anvita Dutt Guptan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Neeraj Shridhar
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 05:16   Song Number : 37247